Islamic sms
4 khubsurt Phool
1. Duniya k andar deen nahi
balkay
deen k andar dunya hai .
2. Gunah par tabiyat khud chalti hai
magar
neki par tabiyat ko Lana parrta hai .
3. Aaj amal hai,
koi hisab nahi,
kal hisab hoga
koi amal nahi.
4. Aaj aik Aansu ka Qatra dozakh ki aag k samandar ko bujha sakta he,
kal
Aansu k samandar se dozakh ki aag ki aik chingaari b nhi bujh sakti..
“Ya ALLAH Hm Sab Ko Naik Amal Ki Tofeeq Aur Jazba Ata farma”
The post Duniya k andar deen nahi balkay deen k andar dunya hai appeared first on Funny Jokes in Hindi | Poetry sms in Urdu.